Haal apna batana nahi aata,
kisi ko yu satana nahi aata,
Baat Karne ki chah bhut hai
baat karne ka bahana nahi aata,
Har pal har kadam saat nhi
Kuch pal bhi toh bitana nhi aata,
Unki awaz ka taseer aisa hai
Humko toh fusfusana nhi aata,
Mile kuch pal khushi hi kuch aisi hai
Mgr hame ab muskurana nhi aata,
- Pi🤗ku
16 SEP 2019 AT 0:40