Parinay Tiwari  
163 Followers · 60 Following

Joined 3 April 2017


Joined 3 April 2017
10 AUG 2020 AT 0:16

Hum kar bhi kya sakte hai,

Kuch kahaniya aisi bhi hoti hai jo ki kirdaro se nhi balki unke beech hue waado ke karan zinda hoti hai.

Jinka laut ke aana namumkin hota hai na,
Zindagi unhi logo keliye roj tadapti hai.

-


30 JUL 2020 AT 2:18

Life gets more judgemental and fragile when we give it's grip to those who don't even know the worth of trust and emotions.
So never let your truth be someones power to pull you down.
Be wise enough because not the all people who listen to you are your secret keeper.

-


27 JUL 2020 AT 1:13

Mohabbat bhi kitni ajeeb hai yeh hamari buniyaad hila deti hai aur hum iske naam ka ek fatwa bhi nhi nikal sakte.
Yeh hame barbaad karne me koi kasar nhi chodati aur hum ise abaad karne ke liye zindagi tak kurbaan karne razi hojate hai.

-


23 JUL 2020 AT 0:52

Khud se jeeta bhi hu par is dil se haara bhi hu mai,
Kitni bhi koshish kar lu par tujhe aaj bhi nhi bhula paraha hu mai,
Kitna bhi galat kyu na kya ho tumne lekin aaj bhi tumhari lambi umar aur khushi ki dua hi kiye ja raha hu mai,
Jaha bhi rahe tu mukammal ho tere sapne Sare aur ho chere me hamesha hasi itni hi fariyad raab se laga raha hu mai.

-


20 JUL 2020 AT 21:15

Zindagi me vahi log mile jinho ne hamare haste hue chehre ko samjha,
Kash koi andar dekhpata ki kitna kuch daba rakha hai hasi ke neeche toh shayad raato ko sukun se soo pate hum bhi.
Agar bataaya hi jata humse ki kitna kuch guzar raha hai toh phir yu logo aur naam bhar ke apno ki mehfil me akele nhi hote.
Lekin kya kare toh bas do jaam laga ke aur dard ko daba ke hasne ka tarika hi apna liya humne.
Jab tak ho sakta hai jhele ge zindagi nhi toh ek raat ko keh dege ki alvida zindagi.

-


18 JUL 2020 AT 22:26

Zindagi me ek galti har bar ki hai maine bharosa unhi logo pe kiya jisne thaga aur thoda bhi mujhe,
Kya karte aadat se majboor the sirf naam bhar ka rishta nibhana mujhe meri parvarssh me jo nhi sikhaya gya tha.

-


17 JUL 2020 AT 22:59

We have to sacrifice our own self to get our existence notice in this place we call world.
We have to kill what we are to make ourselves compatible for this society.
Or else you are just a clown to them for enjoyment who doesn't have feelings and emotions.

-


13 JUL 2020 AT 21:59

Zindagi se itni si guzarish hai ki bas itna waqt de de ki kuch zimmedaari aur waade hai jo pure karne hai bas fir isi muskan ke sath tujhe bhi alvida keh dunga.


-


26 JUN 2020 AT 3:02

Life actually shows it's importance when we are on the mode to quit,
And it becomes worse when circumstances are totally in our favor but situation keeps on changing.

-


25 JUN 2020 AT 1:34



From He and She to We & Us,
From zero chemistry to perfect serendipity.
From being strangers to soulmates,
And a promise of forever togetherness.
The new beginning of another unpredictable love story.


-


Fetching Parinay Tiwari Quotes