"Na khawabo ki tarah tha,
Na khayalo ki tarah tha,
Wo shaksh ilm-e-rayazi k,
sawalo ki tarah tha !!
or uljha hua aisa ki,
kabhi sulajh na paya,
or suljha hua aisa ki,
misalo ki tarah tha"!!|
-
9 FEB 2021 AT 12:56
"Na khawabo ki tarah tha,
Na khayalo ki tarah tha,
Wo shaksh ilm-e-rayazi k,
sawalo ki tarah tha !!
or uljha hua aisa ki,
kabhi sulajh na paya,
or suljha hua aisa ki,
misalo ki tarah tha"!!|
-