17 JAN 2018 AT 9:54

Iss dil ko gudgudana ka liya
tera ehsaas hi bohat hain
Uss chehra ko khilkhilana ka liya
tera ehsaas hi bohat hain
Haa mana ki door hai bohat
Raahon main takleffain hai bohat
Par mera khwaabon ko pankh dana ka lia tera ehsaas hi bohat hai

- Nancy