19 MAY 2018 AT 22:56

Zindagi
Yeh zindagi bhi kitni ajeeb hai n
pta nhi kb bdl jaaye
Kbhi toh bina wajah khushiyo k sailaab le aati hai
Toh kbhi udasi k ehsaas kra jaati hai
Kbhi anjaano ko apna kr jaati hai
Toh kbhi apno ko anjaana
Kbhi sapno k sch hone k ehsaas krati hai
Toh kbhi bs dhoka kr jaati hai.

-