zindagi kitna akela khada hu main
jin saahilon ka koi astitva nahi tha
un kinaaro pe hi apna ashiyaan banaye
khud ko layak smjh baita tha main
dekh,zindagi kitna galat rha hu main
jis ret pe mai khara rha hu,
ussi ke saath aj beh chuka hu,
khud ki ab koi zameen nhi,
shunya sa mai ho chala hu,
ab kisi chiz se fark nahi, kisi ki hai yaad nhi
zindagi,teri ab koi saugat nahi...-
21 FEB 2018 AT 22:36