18 MAY 2022 AT 16:58

Hum aakhri saans tak yaar tere hain
Dil pe saare ikhtiyar tere hain..
Tum aao toh neend nhin aati
Neend aaye toh saare khuwab tere hain..

- Rîया