Maryam Khan   (Maryam)
147 Followers · 96 Following

read more
Joined 8 February 2018


read more
Joined 8 February 2018
5 NOV 2023 AT 23:41

Duniya ki baatein ek taraf aur teri meri baatein ek taraf

-


20 SEP 2023 AT 21:03

Sb kuch chod kr tere pass aayi hu
Sbko bhulakr tere pass aayi hu
Agr Tu hi ye keh de ki tere sath ki jarurat nhi toh
Sawal ye ata hai ki Fir mai kyu hi tere sath aayi hu

-


20 SEP 2023 AT 20:35

Nazdikya aksar yaadein de jaati
Wahi Duriya bepanah dard
Yu toh mai khush rahena chahti hu hamesha
Fir b ye duriyo wala dard de hi jata hai

-


11 SEP 2023 AT 11:50

Dhup ho ya chaav ho bs tumhara sath hoo

-


11 SEP 2023 AT 11:31

Kahi pyaar hai, kahi iqraar hai, kahi takrar hai
Aur Zindagi yuhi Gulzaar hai

-


17 FEB 2023 AT 21:05

Teri pyaar bhari baaton se hi dil khush ho jata hai
Kbhi tere mahenge taufo ka intezaar na kiya
Bs intezaar kiya toh woh tha tere call ka fir chahe woh din hota ya raat hoti

-


15 JAN 2023 AT 23:44

Raat ka waqt mera ho... Ye tamanna hai meri
Doston k sath yariyan ho tumhari ye tamanna hai tumhari

-


15 JAN 2023 AT 23:35

Paid Content

-


3 SEP 2022 AT 22:08

Ek waqt tha jaha hum tumhare dil ka sukoon hote the...
Humse baatein kiye bina din nhi guzarta tha
Aur aaj wahi hum hai wahi tum ho pr sukoon tumhare yaaro k sath hone pr hota

-


11 MAY 2022 AT 21:19

Aksar bheed mai akela paya hai khud ko
Tere sath hone pr tujhse juda hua paya hai khud ko
Na kr yu berukhi ayeee sanam
Mujhko kahi yee khud se judha na kr de

-


Fetching Maryam Khan Quotes