Pehle v tu gaya h door, or aaj v gaya
Par aaj phle jaisa tute nahi tere jane par...
Pehle bayan v hota tha, ankhein v roti thi,
Par Aaj yehi ankhein tujhe dekha v nai...
Pehle v dard hota tha, dard aaj v hai
par pehle jaisa ishq ki Izhar na raha...
Tu kahega sayed mujhe ab pyar nahi raha,
pyar to chhor tera to Insaniyat bhi na raha...
- Manira✍
16 AUG 2019 AT 13:42