Na socha tha humne ye kabhi
Honge arman pure sabhi
Milke tumse humne hai jana
Tumare bina adhura hai jeena hamara
Pyaar ne aapke hume hai hasaya
Dooriyo ko bhi humne hai haraya
Karte hai aaj fir ek wada
Na kam hoga kabhi pyaar hamara
Rahenge sath hum tumare hamesha
Chahe din ho ya raatka andhera.- Ridds
10 NOV 2019 AT 14:03