18 DEC 2018 AT 19:50

bahut dino ke baad aaj unse baat hui,
jyada na sahi par shuruaat to hui
kuch hum khafa the kuch woh,
aaj unki hum par inaayat to hui

-