4 DEC 2022 AT 20:16

Khwaab adhoore,toota dil,
Fir bhi jeenay ki aas h.
Kya apne ,kyaa praaye,
Sab rishton se parda faash h.
Nahi zarurat duniya ki ab mujhe mehkhaane le chalo,
Nahi zarurat duniya ki ab mujhe mehkhaane le chalo,
Ki ab mujhe saathi ki nahi,ikk saaqi ki talaash h.

- ✍🏻Akshay kotwal