22 MAY 2019 AT 11:32

Har raat tu mere khwab me aata hai..
Kabhi paas aata hai kabhi door jata hai..
Ik raat mangi thi mohobbat ki tujhse..
Tu ab har rat ishq ka alaaw jlata hai..

- Lovely Kaushik