3 FEB 2019 AT 21:41

Wapas aaja yaara ,
Teri yaad bhut aati h ,

Pyar nhi krta tujse ,
Phir ku meri aakhe bhar aati h ,

Ha Mnaa kiya tha tune shakal dikhlane ko,
Pr tu nhi janti meri kalam hi kafi h tuje wapas bulane ko...

- Dil ki baat...💕