Mazloom pe zulm kiya to kya kiya..
Zakhmi ko zakhm diya to kya diya..
Dene ko to jaan bhi de sakte the...
Ishq mein dagha diya to kya diya...
Kehte hain sab jayaz hai ishq mein...
Agar isme ghum na liya to kya liya...
Apne mohabbat li humse bepanah..
Humne badle mein akhir liya to kya liya?
Jhut liye, dard liye or bas bewafai li...
Apne sauda barabar na kiya to kya kiya?-
17 APR 2021 AT 1:24