16 SEP 2018 AT 23:29

Rakh hosla wo manjar bhi aayega,pyase k pass khud chalkar samandar bhi aayega, thak kar na beth aae manjil ke musafir,,manjil bhi milegi aur jeene ka maza bhi aayega, Kya hua jo Rasta saff nahi dikh raha to Kya tere ache karmo se pathar ka Sina bhi pighlega aur Khud Rasta nazar aayega, Kritesh to Duniya ki Nazroo me uhi Badnam par jo badnaam na hua wo Kya Duniya me naam kamayega..
Jab tak baat na ho tmhare bare me sochne k tarakki na ki aur kuch hasil nahi hua kyuki jo pure Aag me nahi tapega wo sona nahi kehlayega...


- K D