22 OCT 2017 AT 8:28

Kis ummido me baithu mai, tu jar-jar kar mujhe bhuli hai
Kis baat ko yaad karu mai, har baat me dard ki nadiya bahati hai,
Tu apna kah kar maar gai, ish dil k dardo ko ruswar gai,
Kya haal sunau mai tujhko, kya dard sunu mai tera bhi
Yaha ghut-ghut k mai marta , har pal yaad tujhe mai karta hu.

- Yug Purush