Jaha Qadar na ho waha kabhi jana nahi,
Jo baat sunta na ho use samjhana nahi.
Jo sahi baat par bhi rooth jaye eso ko manana nahi
Jo nazaron se gir jaye use uthana nahi.
Jeevan me taqleef aaye to ghabrana nahi,
Mausam ki tarah jo log badal jaye eso se rishta banana nahi..!!
- Kaushi
25 FEB 2023 AT 22:35