8 NOV 2019 AT 9:28

Bure waqt ki ek achi baat
Kuch acha de jata hai
Ache waqt ki ek pyari baat
Kuch bura chupa jata hai
Waqt ki sabse achi baat
Ki waqt guzar jata hai

- मिनी