6 FEB 2019 AT 3:46

Tujhe kisi ne galat keh diya mere baare
Nahi Mai dilo ko dukhane wala nahi....

Hai ek ramz jo tujh pr anyaa nhi krni
Hai ek sher jo tujhko sunane wala nahi

Sun e kabira e dil e mukkarar sun
Badnaam kabhi bhi nakhre uthane wala nahi

Jo ishm o jism ko nahak nibhane wala nhi,
Mai aise ishq per imaan laane wala nahi,


Part2

- Badnaam