16 FEB 2019 AT 23:41

Manzilen lakh kathan ayen guzar jaon ga..
Hausla haar ke bethoon ga to mar jaon ga..
Chal rahe thay jo mere sath kahan hain woh log.
Jo Yeh Kehte thay ke raste main bikhar ja on ga..
Darbadar hone se pehle kabhi socha bhi na tha..
Ghar mughe raas na aya to kidhar jaon ga..
Yaad rakhe duniya teri tasveer ke sath
Rung aesa teri tasveer main bhar jaon ga... ❤️❤️

- @_Asif_🖋️