Ju Ali۴ Ku apna Moula Nahi Maanta Woh Na Abu Bakr Ka Hai Na Umar Ka Or Na He Uska Koi Talluq Mustafa ﷺ Se Hai Na Khuda se
-
Imam Ali-e-Raza Alyhissalam Ne Farmaya:
"Ghadeer-e-Khum Mein Ali (Alyhissalam) Ki Wilaayat, Sajda-e-Aadam Ki Tarha Thi
Jissne Wilaayat Qabool Ki Wo Farishton Se Afzal Hua Aur Jisne Inkaar Kiya Wo Iblees Se Battar (bekar) Hua."
(Ref. Al Awalem, Vol 15, Page no 224)-
Aau Mureedo Karle Apne Peer Ka Tawaf
Samjhu Maqam Peer Ka Kabe Se Kaam Nahi-
Nigha Azhar Ne Bakshi Tu Dekha Muhammadﷺ Muhammadﷺ He
Bas Jalwagar Hai-
NABIﷺ HAIN BAR SAR E MIMBAR,
Ali۴ HAIN UNKE HAATHON PAR
JHULASTE HAIN KAI SEENE,
GHADEER E KHUM K MANZAR SE
-
Wajib Hai Tum Pe Zikar Sunana Ghadeer Ka Man Kuntu Bangaya Hain Tarana Ghadeer Ka Jaise Chuna Ali۴ Ku Nabi ﷺ Ne Ghadeer Maine inteqab Seekhlo Is Inteqab Se
Jaisa Ke Hum Sab Jaante Hai Ke Huzoor Pur Noor Ahmed E Mujtaba Mohammad Mustafa ﷺ Ne Hajjatulwida Ke Mauqe Par Bamuqam Ghadeer Khum Sahaba Akram Ke Azeem Ijtema Ko Muqatib Farmate Huwe Hazrath Moula Ali۴ Ke Bare Main Ailan Farmaya
MAN KUNTO MAULA FAHAZA ALIUN MOULA Maine jiska Moula Ho Bas Ali۴ Uske Moula Hai Isi Nisbat Se Hum Sab Moula Ali۴ Ku Moula Khete Hai Is Ailan Mubarak Ke Baad Se Jumla Ahlebait Or Sahaba Akram Nehayat Kush Huwe Isi Mouqe Par Jashan E Ailan Ghadeer E Khum Manaya Jaata Hai-
Chamka Chamka Chamak Raha Hein
Sandal Dekhu Aaj Ki Raat
Mehka Mehka Mahek Raha Hai
Dekhu Sandal Aaj Ki Raat
Kaleem Shah Ka Roza Dekhu
Kitna Accha Lagta Hai Sare Mureedao Ku
Bheek Mili Hai Mangle Bande Aaj Ki Raat
Maine Bhe Unke Dar Ka Gada Hoon
Meri Kaleemi piya Sunte Hai Khud Ku Mita Kar
Khud He Mita Hoon Khud Ku Mita Le Aaj Ki Raat
Han Hoo Hee Ka Bhead Bada Hai
Ghaflat Ka Tu Banda Hai
Raaz E Irfan khol Rahe Hai
Jaan Le Tu Bhi Aaj Ki Raat
Kaleem Piya Mai lutf o Fana Hoon
Haider Bhe yeh Shaidaa Tumhara
Chadar E Rehmat Sar Pe Rakhi Hai
Uddle Tu Bhi Aaj Ki Raat-
Haq hi Haq hai Insan Allahamdulillah
Yeh Haq ka farman Allahamdulillah
Kahu kya ke nisbat se kya paaya Maine
Howi khud ki paichaan Allahamdulillah-
Aliع Kahena, Aliع Sunana, Ali Likhna, Aliع Padhna
Mera Har Lamha Guzarta Hai Ibadat Hi Ibadat Me
علیہ السلام-
Faqat ek shakhs hai jis k bichad jane k darr se___!!!
Khuda ki aaj kal kafi ibadat kar raha hu___!!!
KITAAB E MAAZI-