15 DEC 2020 AT 7:02

Mai toh uss se pyaar kr rha tha ,
Usko laga mai mazak kr rha tha ,
Wo kahega na ,
pr Aaj bhi hame pata hai ,
wo hame yaad baar baar kr rha tha ,
Chale gaya hai wo meri zindagi chod kr ,
Na jane ka mann toh uska bhi baar baar kr rha tha ,
Chalo mann lete hai koi majboori rahi hogi uski ,
Kyuki wo bhi toh hamse pyar beshumaar kr rha tha ,
Mai toh uss se pyaar kr rha tha ,
Usko laga mai mazak kr rha tha ....

-