Suno roj ek kam kiya karna,
Agar mein gussa karu to tum mushkura diya Karna.
Tumse duri na hi pehle seh paya tha,
Or na hi ab seh paunga.
To agar ruthna ho to pehle bta diya Karna.
Shayad zindagi bhar k saath ni h humare kismat mein,
Par ek wada tha har waqt mushkurane k,
Bas use nibhaliya Karna.
Suno roj ek kam kar liya Karna,
Mein agar gussa karu to tum mushkura liya Karna.- Harsh Shukla
30 APR 2019 AT 6:21