Ye mohabbat kaisi hai btao na
Na izhaar hai na ikraar na inkaar hai
Hum khamosh tum khamosh bs jaise saazisho ka tyohar hai
Mukkamal hogi hi nhi mohabbat ye jaante hai hum
Khuda maan baithe ho aap hume maante hum
Pr n jaane kyu lgta hai tumhe ki satate hai hum
Pr tumhari kasam bs sachai se rubru krwate hai hum
In dooriyon mai bhi najdikiyan bohot hai
In khamoshiyon mai alfaz bohot hai
-