24 MAR 2019 AT 18:15

Baar baar ye dil dukhta hai,
Ussi baat pr phir rota hai.
Jisse dekho matlab k yaar hai,
Chahe wo bahar wale ya ghar k insaan hai.
Bin baat k shak krna inki rago mai hai.
Zindagi apne hisaab se jina to jaise gunaah ho gya hai,
'Ye kr, aise kr', sun sun kr dimaag thak gya hai...

-