5 AUG 2017 AT 22:23

Are ruko ek bar pehchan to lu.
kon apna hai ya praya hai?
khde hain hum bhi doston ki mandi me prkh to lene do.
Daam dunga to khridunga.
vo dost janta hu kaisa hoga.

- Gobind Vinit