I wonder how at my 'whys'
you explain 'hows' to me!
You never put a period
and complete a sentence.
Commas and elipses-
conceal the truth,
concieve a conspiracy
and prolong the lies.
-
Hum'ne dekhi hai mazaarun kii masti
Teri zulfun ki dharun pe
Teri palkhun ke kinarun pe
Kuch qatal hoke qarar mein hain
Kuch qatal hone ko qataar mein hain
Sab ke sab humne dekhe hain
Kuch talvarun ke talle
Kuch besabab talvarun pe-
Snow melted in me; some memories-
When it snowed in Sunamullah,
Way back in late eighties,
That heaped under the eaves...
We dug the spades beneath
And made a burrow of fine white
We spread the pherans and sat
It was a nice niche, we stayed inside
(I hardly remember any chill surface)
At noon Mother called out for lunch...
The rest of the day caught us for bird trapping
Via 'walwaesh,' 'Paejj, ' or 'Ph`ut'
We gathered them in a covey
Then released them at once
Seeing flying flock was our wonder,
From the gables of our homes...
(READ FULL IN THE COMMENT)
-
انگریزی میں tense ہوں،stressed ہوں،depressed ہوں
اردو میں بس اداس ہوں۔-
تمہارے ساتھ
کچھ یوں محسوس ہوتا ہے
جیسے دنیا کچھ بھی نہیں
اور تم ہی ساری دنیا ہو۔-
بخار سرخ رنگ لیے
بخار سرخ رنگ لیے،
اتر کر شام کی فضا میں،
تیر جاتا ہے چارپائی پے
اور بیمار کسی خیال میں
سفید چادر اوڑھے بیٹھا ہے،
وزنی سانسیں ہلکی ہوا میں
جل کر بجھتی ہیں آہستہ آہستہ
بدن ایندھن جیسے چمک رہا ہے
جیسے بیمار پے کوئی خمار چڈھا ہو،
چادر پے ٹھرا ہوا اک قرار ہو جیسے،
پاس اک چنار گنے چھاؤں والا
اسپے تسبیح پھونک رہا ہے۔
-
Muhalle waalun ko
main kum jaanta hun
aur woh mujhe zara bhi
nahin jaante.
Lekin badnaam buhat hun
apne bandh kamre mein.
(For full piece, read in caption)-
A lonesome silence
between you and me
eats away parrhesia
over a cup of coffee...
for I was stolen once
by the thieves of diction
and you're ransomed
for a plausible fiction...
the story is woven into
socks of harmonical discord
that run to fortuity
by being ankles apart.
-
Tere baadh
tere sawaal rahe
jinke jawaab mein
ab bhi khandarr ki
bastiyun mein
bhatakta hun.
Jaise faqeer koi
kissi talaash mein
kuch bhi nahin dhoondta ho.
Main inn khandarrun mein
bass yun hi magan ho kar
inn basse hue kabooturun
ke saath raqas karta hun.
Main jaanta hun jinke jawaab mein
dariya kohsaarun se utar kar
zameen ka jigar cheer deta hai
aur samundar mein aakar
fanaa hota hai.
Teri talaash mein yun jaan-e-jaan
Main woh obbre bann Kar
Pahadun pe toot ke barasta hun
aur yakh ban kar aahista aahista
ek ek boondh bankar
uss dariya kii taqhmeel karta hun.
Faqeer hun, obbre hun, dariya hun
Ye sabb hun aur sabb hun mein
tere sawalun ke jawaab mein
bass saffar mein hun mein.
-
Rashq hua, saazish hui, qatal hua, shor hua
Hujoom hua, baihs cheddi, Adalat laggi, faisla hua
Jo qaatil tha, jo qatal hua, jo qazi tha woh ek hi tha
Ab tu marra ya main marra, tu ne maara ya maine maara
Baat ek hi hai ke qatal hua hai aur Jo kuch hua issi ghar mein hua.-