Pata hai zindagi me sabse khubsurat cheez kya hai?
Apne Rabb se dua maangna..
usse mukhatib hona
Aur wo sun le aur dua qubool hojaye Haqeeqat ban jaye
Aur sab se buri cheez?
Dua maangne ka dil nahi karna. Uss Rabb k aage sajda na karna na usse mukhatib hona..
Kyuki phir Rabb bhi tmse muh mod leta hai.-
Apni tasalli k lie..π€
Kisi k dil pe asar kar jaye.. π€
To ye aur ... read more
Na pichhla koi dard mehsoos hota hai ..
na aaj ka gham Dil se lagaya hai..
mene to har din ek fatah ki umeed me ..
kisi Jung ki tarah bitaya hai ....-
Taklif e jahan ki dilon me basar karti hai.
Ye aankhein kuch chhalak ati hai..
Magar labon ki hasi har gham chhupa deti hai-
Allah ki zaat ke siwa
Har shaks, har shay na-muqammal hai
Har kisi me kuch achai o burai hai
Phir khatakaar hum kyu hue...
Khatakaar unki Nazar hai..
Jo muqammal Chand me b aib dhundti hai..-
Ab ulte jawab Dena chhod Diya hai humne
Aitraaz karna chhod dia hai humne
Jo hai jaisa hai qubool kar liya humne
Aakhir ko Haqeeqat tasleem kar lia humne-
Ek bar phir beetein lamho me Jana hai ..
Kuch khone se pehle kuch paana hai.
Aj Jo paaya hai wo b acha hai..
Aakhir kisi tarah dil ko behlana hai..
Nashukri nahi..
kuch beqadri hui hamari
Wapas Laut kar ab apni qadar karwana hai..-
Yadon me qaid ek zamana guzra hai..
Zamane ne bhi hume tera qaidi samajh rakha hai!
Kya batayenge kisi ko jo puchh le tera
Sitamgar tune bhi bada sitam dha rakha hai!-
It's funny when people give access and full authority when they say " Lijiye bheja khaiye " π€£π€£π€£
Eid Ul Adha special πππ-
Har dastaan bayaan nai ki Jati..
Kuch fasane banjate hai ..
Toh..kuch afsane..-
Childhood is all about proving why triangle is a triangle π€·ββοΈ
While adulthood is all about proving the circle you move in, is not your circle..
It's a vicious circle π-