Mai jab jab tanha hota hu to tere dar pe chala ata hu
Tu ise zoake mohabbat samjh ya deewanapan
Tu daat kr nikal dena apne huzre se mujhko
Kam se kam is baat ka ilm to hai mai tere dil ke kisi kone me moajud hu-
Hamesha ham hii kii q tarpe
Na kuch hua hai mere sath aisa dikhawa ham hii q kre
Ye to hamne unke lehjo me khoob dekha hai
Mujhe gairo ke samne or gair banaya hai khud apno ne-
Mohabbat kee aziyat se insaan ko moat jyda pasand ho jata hai
Momin hu na khudkhusi na shukra na bna de khoda ka bss isse baat se dar jata hu-
Bss usko dekhke chala ata hu
Ek najar dekh ke najre gira kr chup chaap chala ata hu
Wo to nafrat krte hai hm hamne galtiya bhi kii hai
Magar Haqeeqat to ye hai galti se jyda unse mohabbat kii hai
Hm bss unko dekh ke chala ata hu-
Mujhe jero jabr kuch maloom nai
Tere chehra ke sewa jana hai kya
Seekh to loo har lafz urdu ke
Magar tera har lafz pe tokna mujhe pasand bhut hai
Yu to mukammal kr loo khud ko sare jabo jabr
Seekh ke
Magar tera tokna hii mujhe mokammal sa lagta hai
Tu toka kr na har baat pe mujhe
Tera tokna kambakht mohabbat lagta hai
Tu rutha kr mere har lafz se
Mera har lafz or mai mukammal lagta hu
Sayad tera tokna adat sa hoga
Tera tokna mujhe ibadat lagta hai
Mujhe jero jabr kuch maloom nai
Mujhe jero jabr kuch maloom nai-
Mai to tere kadam bhi choom loo
Tere darwaze ki chaukhat bhi choom lo
Bss tujhse itna hii garz hai
Mujhe dekhke najre na phera kar-
Wo kehkar loot lete Jaa bhi to uff tak bhi nai krta mai
Khush wo to is baat se mujhe kuch pata hii nai-
Mai chahta hu uske pass mere qabr ko dafan krna
Kamse kam mujhe garj to ho ab uske pass hone ka-
Mere haal se tmhe kya garaj
Kafan me dekh ke rone ka dikhawa krte ho
Ab soya hu to sone dena chain se
Ab or satane ka kya naye bahane leke aye ho-
Mai khwab likho to usme tmhe likh doonga
Agar mujhe ehsas likhna hua to tere khusboo likh doonga
Kadam kadam pe tere har nishania samatee thee hamne
Tu bol to aaj bhi mai khud ko tera likh doonga-