21 JUN 2019 AT 13:39

Usse Jism se khelna tha,Aur Maine Dil De Diya

Usse kuch Pal Gujaarna Tha,
Aur mene apna Har pal De Diya...
usse sirf Khushi Ke Lamhe Bitane the, Aur mene apne aasu bhi uske nam kar Diya...
Keh Kar Mujhe alwida Woh, Mujhe badnaam Kar Diya...

Usse jism se khelna Tha, Aur mene Dil De diya...!!!

- Emu