VîLl@îñ   (Mr. Banna)
1.6k Followers · 317 Following

read more
Joined 7 April 2019


read more
Joined 7 April 2019
27 MAR AT 11:08

Jate jate tum aakhiri salaam lete jao
Aayenge dobara fir tumhare pass ye paigam lete jaao...

-


25 MAR AT 21:43

Unki lehze me jhuki aankho se the kuch behke bhare baat mere
Mere uljhe huye jazbaat ko wo suljha lete to kya baat the
Un bichde huye lmho me Mai Taas sa bikhar gya
Un bikhare huye patto ko samet k Mila deti agar wo,
Mai har baazi usse haar jata chahe hote kitne v ikke mere hath m
Wo ye na samjh paye to
Kya samjhenge kisi baat me

-


18 MAR AT 20:24

March ka mahina
Aur ojjhal si shaam,
Ye chalte baadal
aur tera naam...

-


27 JUL 2023 AT 1:26

Mujhe har Roz uske sapne aate hai
Aur aksar ye Mai puchhta rehta hun
Ki tum Ek Raaz mujhse bataogi kya
In Lehro ne mujhe kinara kr diya hai
Ek baar wapis aaya Bhi Lekin
Firse ab dobara Kar diya hai
Kya tum mujhe is samndar me
Dhundh paogi kya
Mai sabse dur gya ho gya hun
Waqt nikal kr kv mujhse milne aaogi kya.

-


6 APR 2023 AT 1:13

Bharosa bahot tha tum pr lekin tor diya tumne
Mauka Diya tha tumhe shayarana andaaz me chhor diya tumne
Haq me tha tumhe tumhare krtuto se rubaru karana pr
Hmari dariyadili tujhpe taras khakar tujhe chhor diya hmne

-


14 AUG 2022 AT 17:36

Hamari shaqsiyat samjh Pana aasan nhi
Kisi ki khusi se aitraaz krne wale insaan nhi
Samjhna ho to wo meri khamoshi se samjhe
Apne jazbat khud Bayan kre aisi meri zubaan nahi

-


14 JUL 2022 AT 10:35

Us raat mai usse aur v dur ho gya
Jis raat m uske kareeb jana chahta tha

-


13 JUL 2022 AT 8:58

Subah Mandir k chaukath pe sir jhukana tha hme,
Uske naam ka chadhawa Chdhana tha hme,
Pr raat khwabon me unse deedar hua ,
Hm unki aankho me khoye reh gye,
Subah ki hme bhanak na lagi hm agli shaam tk soye reh gye

-


6 JUL 2022 AT 22:27

Onjhal sewera , adrak ki Chay
Aur na Jane kitne khabar Akhbar me the,
Beeti raatein , sard mahina , waqt wo Sara zehen me thehra
Afsos hm bhi kbhi pyar me the..
Arhsa beeta unke khat ko na jane kabse intezzar me the ...
Unki aankho ne tha qubula , fir v hm bich majhdar me the ...
Han Maan li apni glti jo hm bhi kbhi pyar me the....

-


6 JUL 2022 AT 1:17

Chand k aage in taaron ko darkinar karne lge hai...
Paigam sare purane aapke teen chaar baar padhne lage h....
Aapki aankhe hamare ishare Kabul nhi kiya karti ...
Isiliye hm lafzon me izhar krne lage hai....

-


Fetching VîLl@îñ Quotes