3 OCT 2019 AT 11:43

Main pagal hoon,
haan main hi pagal hoon,
jo maine tujhko pasand kiya.
Tune kab ikrar kiya?
Ek tujhko pasand karne ki galti kya hui!
Puri duniya hi napasand hui.
Main pagal hoon,
jo maine tujhko pasand kiya.
Tune kab ikrar kiya? ~ dmm

- Dr. Murtaza