Main prem ki wo kahani ban gayi
Jo Radha-Krishna si thi,
Main wo prem ki nishani ban gayi
Jo Mumtaz-Shahjahan ki thi,
Kuch jyada nahi toh thoda sa khudko teri rani samajh baithi,
Kyunki main toh tere ishq mein bin phero ke suhagan ban baithi... .
- Dipamoni Baishya.
12 JAN 2020 AT 17:20