Jaruri nahi ki Dard ka har aansu
Palkon tak pahunche
Kabhi kabhi
dard itana gehara hota hai
Ki aansu palkon tak aate aate
shukh jate hai
-
i love to write_
[ poetry'short story 'poem ]
@dilsherkhan20
yourquote family -... read more
Mujhe tut kar
bikhar jane do
mere aansuo mai
mere ishak ko
Bah jane do
Ab tumhe fark kaha
meri rushwaeyo se
meri khusiyon ko
dard me badal jane do-
Likhane ko to mai bhi likh du tumhara name en diwaro par
Lekin tumhara name koi or le mujhe ye gawara nahi
-
maine khud se khud par
ilzam lagaya tha
uski khusiyo par maine
jaan lutaya tha
Jaate jaate na kabil keh gae
Uski khushi ke khatir
ye shehara bhi maine
apne sir sajaya tha
-
येसा उलझा हूँ उसकी यादों में
की अब
खुद की उलझने सुलझाने की फुर्सत कहां
-
Zindagi ka ye rasta kab kis or
mud jaye
kuch pata nahi
Kal apni subah ho ya aaj ki raat
He aakhir ho jaye
kuch pata nahi
Aj jo kuch v hua mujhe sab pata hai
Kal na jane kya ho jaye
kuch pata nahi
-
bhale he wo mujhe bhul gae
Par kabhi kabhar to
Use meri yaad aati hogi
Bhale he ab wo mere liye
Aansu nahi bahaati hogi
Par mujhe yaad kar ke
Aankhe to uski bhi
bhar jaati hogi
-
Be parwah hu mai khud se
Par mujhe parwah hai teri
Ye jo sanse chal rahi hai meri
Har ek sans me
khushbu ghuli hai teri
Ye jo dil dhark raha hai mera
Har dhadkan me
yaad basi hai teri
Meri har ek baaton me mithas
ghuli hai teri
meri har nindo me
khwab ghuli hai teri
Tu anjaan hogi es duniya ke liye
Par tujh me jaan basi hai meri
-
तेरा हो के जो मै तेरा ना रहा
ख़ुशियों से अब मेरा कोइ नाता ना रहा
रास्तें यू ही चल रहे है
पर अब अपना कोइ मंजिल ना रहा
पहले तो मै तुम्हारा था
अब मै खुद का भी ना रहा
-