Ek din jab chala jaunga mein
Dekhana bahut yaad aaunga mein
Rota hua aaya tha mein
Rulate hue chala jaunga mein....
Roya karogi jab kbi mere yaad main tum
Aanshu ban palko se bah jaunga mein
Tanhai se darr lagta hai tumko mein janta huin
Dekhana har gali har mod par nazar aaunga mein
Yu toh har baar gam hi diya hai is zindagi ne
Bachi khusiya mere hisse ki tere naam kar jaunga
Mere kismat main kaha sacha pyar
Keh ke yeh dastan tumhe rula jaunga
Jidhar dekhoge saya mera hoga
Raakh aisi hawa main mila jaunga
-
29 MAR 2019 AT 21:56