Ek arsa hua chot khaye hue
Ek arsa hua daant khaaye hue
Muje mere bachpan ke naam se koi nahi bulata yahaan
Ek arsa hua hai muskuraye hue-
Diksha Tripathi
(Diksha Tripathi)
100 Followers · 48 Following
Educator at Unacademy
Joined 25 July 2017
27 SEP 2017 AT 10:17
27 SEP 2017 AT 7:51
वही वफ़ा की बातें, वही बेखुदी का सबब..
रातों से कहो, बस गुज़र जाया करें!
-
24 SEP 2017 AT 22:30
Mausamon ne pichle fasalon ki nigebaani na ki
Islie abki dil -e- zameen pe kuch boya nahin
-
21 SEP 2017 AT 21:09
Badh Chalo karo Parivartan ,
Hey Parivartan ki Devi
Fir se Naya Itihaas Banana hai
Hey Parivartan ki Devi-
21 SEP 2017 AT 17:43
Mijaaz alag hai hamare hum kya karein,
Hum dilo me basne se zyada aankhon me khatakna pasand krte hain-
20 SEP 2017 AT 19:25
Wo bolte hain Ishq hua hai
Maine bola Koi baat nahin
Ishq hai, ho hi jata hai-
19 SEP 2017 AT 11:58
Sabko sab kuch nahin milta,
Par kuch log ese bhi hote hain jinhe
kuch nahin milta .-
18 SEP 2017 AT 8:59
*एक उम्र के बाद, उस उम्र की बातें उम्र भर याद आती हैं..*
*पर वह उम्र, फिर उम्र भर नहीं आती......-
16 SEP 2017 AT 14:31
BOHOT PAAK RISHTE HOTE HAIN NAFRATON KE
IZZAT AKSAR MOHABBAT ME HI UTARTE HAIN LOG-