19 OCT 2018 AT 2:44

Tujhe kal khwab mein dekha aur aaj hothon pe muskaan hai,
Suraj ab kya samjhe, sagar se nikla aur nadaan hai,
Roshni hai aapki parchaayii hamari, aur tu hawaon ka roshandaan hai,
Khuda ka hi hai aks tu, ab yahi mera azaan hai.

- Mitra