17 MAR 2022 AT 20:41

Zindagi ke rang

Kya kahun zindagi k baare main
Jab paida huwe to rang bhardiya
Sab ki zindagi main aur jab zindagi ne sath chora to ghum bhardiye..

- نور