Ghar jana hain
Ghar ki bht yaad aa rahi hain
kafi waqt guzar gey
ghar ke bahr hi hum reh gey
ab maa ki yaade rula rahi he
ghar jana hain
ghar ki bht yaad aa rahi hain
papa ka wo pyar
jese pane ko man tarash rahi hain
ghar jana hain
ghar ki bht yaad aa rahi hain
didi se lade huwe kafi waqt gujar gey
mano ab chocolate khana chod diya humne
kiu ki ladai uske liye ab nhi ho rahi hain
ghar jana hain
ghar ki bht yaad aa rahi hain
sab kuch hain
par wo khushi nehi
char diware toh hain
par ye ghar nhi
ghar jana hain
ghar ki bht yaad aa rahi hain-
3 NOV 2018 AT 21:28