26 FEB 2019 AT 1:14

Bas Kuch Dino ki baat hai ,
Jo jesa tha vesa ho Jayega ,
Na koi gussa karega,
Na koi manayega,
Jo jesa tha vesa ho Jayega ,
Na koi nautanki hoga,
Na koi udashi hoga ,
Jo jesa tha vesa ho Jayega ,
Bas kamwaqt har ek chiz Yaad ayega,
Ek muskan dekhne ko ye Dil tadpega,
Ab kya yaado ke sahare jina hoga,
Jo jesa tha vesa ho Jayega ,
Har ek chiz Yaad ayega
Har ek chiz Yaad ayega.....

- Bikash Ranjan