Bhupender Singh   (Ankahe Alfaz @ Bhupender Singh)
65 Followers · 4 Following

read more
Joined 29 June 2017


read more
Joined 29 June 2017
1 APR 2020 AT 10:13

Mujhe qyamat dekhni hai...
Tum suit pehn kar, kajal lga ke aana!

-


29 MAR 2020 AT 9:32

Tere door jaane se zindagi adhuri hai,
Hawaaain abh zeher lage lekin saans lena bi Jaruri hai...

-


27 MAR 2020 AT 16:13

You are my blue crayon, the one I never have enough of, the one I use to color my sky.

-


25 MAR 2020 AT 23:12

Dil sacha hona chahiye
izzat kabhi kam nhi hoti...
Soone ke do tukade karlo par,
Keemat kabhi kam nhi hoti...

Hasna aata hai mujhe
Mujhse gam ki baat nhi hoti...
Majak hota hai meri baton main par,
meri har baat majak nhi hoti...

Mehfil roshan karni hai
Akelepan se mulaqaat nhi hoti...
Door bhagna hai tumse par,
Yaado main fursat ki sham nhi hoti..

-


24 MAR 2020 AT 10:15

Jab hawao ka zoor badh jaye...
tabh samjhna pahad ki choti nazdik hai....

-


21 MAR 2020 AT 22:30

Abke ham jo bichde toh shayad khwabon main mile...
Jesse sukhe hue fool kitabo main mile...

-


16 MAR 2020 AT 22:18

Mohobbat toh hamesha rehti hai,
toot toh mohobbat karne wale jaate hai...

-


16 FEB 2020 AT 21:07

Dhundu toh bhi nhi milte jaruri kagzaat...

Tijori main aaj bi khat jo tere rakhe hue hai.

-


13 FEB 2020 AT 8:39

Naraz rehti hai or dikhati hai narazgi, Kajal na lagakar.

Maan jaati hai mere aane se.

Or todh deti hai kehkar "Tumhara intzaar rehta hai".

-


13 FEB 2020 AT 7:59

Vo meri "Bandi" nahi,
Vo meri "Azaadi" hai!

-


Fetching Bhupender Singh Quotes