14 OCT 2019 AT 19:15

Muh ki baat sune har koi
Dil ka dard jane kuon
Awaazo ke bazaro mein
Khamoshi pehchana kuon
Sadiyon sadiyon whi tamasha
Rasta rasta lambi khooj
Lekin jb hum mil jate hai to
Kho jata hai na jane kuon

-