1 JAN 2022 AT 13:12

Yei Zindagi Hae Janaab ,
Issei mat bhulao.
Yei Zindagi Hae Janaab,
Issei mat bhulao .

Yha mot ke alawa,
Sab kuch milta hae,
Ye afwa na felao,
Ye afwa na felao.

Zindagi Ek hi hae,
Issei Puri tarah sei Nibhao,
Issei Puri tarah sei Nibhao.

Kya pta kal ki subha,
Zindagi ki akhri Din Hojaye. ....

- Ayush Agarwal