27 JAN 2019 AT 14:04

Maa, main haar gayi..
haar gayi woh sabd dhundne me
jisse main tujhe bayaan kar sakoon..
aaj maaloom hua ki woh sabd to khuda ne banaya hi nahi jo teri barabari kar sake...
tassali to mujhe ab is baat ki hai ki
Aas pass mere khuda ho na ho
Tum to hamesha se mere saath ho..

-