1 MAY 2019 AT 2:09

Zindagi aasan Nahi hoti,
use aasan banana padta hai ,

Kuch chizo ko nazar andazz karke,
Kuch chizo ko bardasath kar ke,

Zindagi main kabhi kisi par Bharosa maat kar na ,
kisi ko Itne pass maat aane Dena,
Kiu ki kambakhat jo pass hota hai wahi dhoka deta hai.

- As writings