Ashish   (Ashish)
138 Followers · 13 Following

☺️
Joined 17 May 2018


☺️
Joined 17 May 2018
14 FEB 2023 AT 23:54

Mohabbat toh hume sirf 5 aksharo s thi
Unn 5 aksharon se unka naam tha
Wo prem toh apne khuda s karti thi
Aur humara khuda unsein..♥️

-


21 DEC 2022 AT 9:59

Meri subha khoobsurat ho jaati hai, sirf tumhare ek deedaar s..❤️

-


4 DEC 2022 AT 20:45

एक ख्वाहिश है तुझसे ,
तू चाहती रहे पहली मुलाक़ात जैसे। ❤️

-


18 APR 2022 AT 12:55

Kaash
Mein tumse kabhi milta hi nahi
Tumhara haath thaam kr tumhari nazron ko kabhi daekhta hi nahi

Kaash
Mein tumse kabhi milta hi nahi
Tumko apni baahon m bhar kr dhadkano ko kabhi mehsoos karta hi nahi

Kaash
Mein tumse kabhi milta hi nahi..❣️

-


17 APR 2022 AT 10:55

Uska naam laena aaj bhi accha lgta hai.
Wo meri adhuri mohabbat hai lekin usko apni pheli mohabbat khena aaj bhi sukoon daeta hai..❤️

-


23 MAR 2022 AT 0:22

Kya likhu yr
Mein nahi likhna chahta kuch esa ki jisko padh kr tujhe dukh ho.
Mein nahi likhna chahta kuch esa ki jisko padh kr tujhe phir s mohabbat ho.

-


22 MAR 2022 AT 23:47

Kasoor uska itna tha ki mere s jayda kisi aur pr bhi bharosa kr liya.

-


20 MAR 2022 AT 12:51

Tere ishq ka nasha esa chadha ki sach aur jhuth ka pata na chala
Aur jab wo nasha utra tera deedaar karne ka bhi mann na kara.

-


19 MAR 2022 AT 22:52

Usko khilaune bhut pasand the…
Pagal si ladki, mere dil ko khilauna smjh kr beintehaa chahne lagi..

-


9 MAR 2022 AT 23:24

Wo mere pyaar ki khoobsurat kahaani hua karti thi
Hasi aati hai yeh baat soch kar bhi.

-


Fetching Ashish Quotes