24 FEB 2018 AT 22:44

Kahaniya ni mujhe satya janana hai
Dil me hai jo wo tathya janana hai
Log to kuch bhi kahenge
Or mai wo bhi sununga
Per tm Jo kahoge mai wahi samjhunga
Or Usse hi dil me basa ke rakhunga
Isliye jo bhi kehna dil se kehna
Kuki jhuth ho sakta dimag ka kehna

- aashishaa