Acha insaan kon hai...
Jo apne fayede ke lie dusro ka nuksaan na kare
Acha insaan kon hai...
Jo paise ke lie kisi bhi had tak na gire
Acha insaan kon hai...
Jo apni preshani me bhi tumhari madad kare
Acha insaan kon hai...
Jo apni choti si khushi ke lie dusro ka bhut bada nuksaan na kare
- Ashima
9 JUL 2018 AT 21:11