Mohabbat me tumhari aadat kuch is kadar hui hai Agar khwabon me bhi mulakaat hui hai Kisi se toh bss tumhi se hui hai Izhaar karu toh kese sab alfaaz khatm hai tum par Kya batau main tumhare ishq me hmari kya haalat hui hai.
Jarurat k hisab se toh tum yaad kar rahe ho Main kah rha hu ki ku waqt barbaad kar rahe ho Sab kuch humse hi sikh kar Hum par hi aajmaa rahe ho Meka Waah janab kmaal kar rahe ho.